• khutba bismillah

Personality Websites!

  • About Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم
  • Abdul Qadir Jilani رحمۃ اللہ علیہ
  • Imam Ahmed Raza رحمۃ اللہ علیہ
  • Maulana Ilyas Qadri
  • Haji Ubaid Raza
  • Mufti Qasim Attari

Countries Websites

  • Pakistan
  • USA
  • Canada
  • UK
  • Korea
  • Australia
  • Bangladesh

Popular Websites

  • Hajj and Umrah
  • Darul Ifta Ahlesunnat
  • Al Quran Karim
  • Obligatory Knowledge
  • Islamic Sisters
  • New Muslim
  • Special Persons
  • Muslim Funeral
  • Tree Plantation
  • Build Masajid
  • Faizan Online Academy
  • Monthly Magazine
  • Rohani Ilaj
Al Quran Books Madani Channel
dawateislami logo
Magazine Courses Media
Donate
    Donate
    • Home arrow icon
    • Islamic Speeches arrow icon
    • Buri Sohabat Ka Wabal arrow icon
    • page 19
    book-logo
    book_icon
    Buri Sohabat Ka Wabal
    Share
    close

    Share this link via

    zoom-in
    zoom-out
    full screen
    • zoom-in
    • zoom-out
    • full screen
    GO

    barakat say bahut si islami behnon ki islah ka saman ho chukka hay aur taubah kay ba’d wo is Madani maqsad kay tahat zindagi basar kar rahi hen kay “mujhay apni aur sari dunya kay logon ki islah ki koshish karni hay اِنْ شَــآءَالـلّٰـه عَزَّوَجَلَّ “ lihaza ap bhi is Madani maqsad par ‘amal karnay kay liye Dawat e Islami kay madani kaamon mayn barh charh kar hissah lejiye. اَلْـحَمْـدُ لـِلّٰـه عَزَّوَجَلَّ Dawat e Islami pori dunya mayn khidmat e Deen kay kam o baysh 104 shu’bah jaat mayn nayki ki dawat ‘aam karnay mayn masroof e ‘amal hay, inhi mayn say ayk shu’bah “Madani Channel” bhi hay. Daur e haazir mayn media zehan sazi o kirdar sazi mayn ayk kaargar hathyar ka kaam kar raha hay, bahut say log is ka ghalat isti’maal karnay lagay, jis ki wajah say bilkhusos nojawan nasl un buray asarat o afkar ki lapayt mayn aati ja rahi hen. اَلْـحَمْـدُ لـِلّٰـه عَزَّوَجَلَّ Sheikh e Tareeqat, Ameer e Ahl e Sunnat دَامَـتْ بَـرَكَـاتُـهُـمُ الْـعَـالِـيَـهْ  aur Dawat e Islami ki markazi majlis e Shora nay bari shiddat say mahsoos kia kay musalmanon kay gharon say T.V nikalwana qareeb na mumkin hay, bas ayk hi sorat nazar aai aur wo ye kay jis tarah darya mayn tughyani aati hay to us ka rukh khayton waghayrah ki taraf mor dia jata hay takay khayt bhi sayrab hon aur aabadiyon ko bhi halakat say bachaya ja sakay, ain isi tarah T.V hi kay zaree’ay musalmanon kay gharon mayn daakhil ho kar un ko ghaflat ki neend say baydar kia jaye. Jab is shu’bay kay mutalliq malumaat haasil ki gaen to ma’loom huwa kay apna T.V channel khol kar filmon, ganon, bajon, moseeqi ki dhunon aur auraton ki numaishon say bachtay huye 100 feesad islami mawad faraham karna mumkin hay. اَلْـحَمْـدُ لـِلّٰـه عَزَّوَجَلَّ Dawat e Islami ki markazi majlis e Shura nay khob jadd o jahad kar kay Ramazan ul Mubarak 1429 hijri ba-mutaabiq 2008 eswi say Madani channel kay zaree’ay ghar ghar  Sunnaton ka paygham ‘aam karna shuro kar dia aur dekhtay hi dekhtay is kay hayrat angaayz nataaij aanay lagay.

    Madani channel ki muhim hay nafs o shaytan kay khilaf

    Jo bhi dekhay ga karay ga اِنْ شَــآءَالـلّٰـه عَزَّوَجَلَّ I’etiraaf

    Nafs e Ammara pay zarab aysi lagay gi zor dar

    Sharm isyan kay sabab ho ga gunahgar ashkbar

    Meethi meethi islami behno! Madani channel ki barkaton ko panay kay liye ap bhi apnya ahl khanah, rishtay daron aur doston ko Madani channel pay


     

     

    zoom-in
    zoom-out
    full screen
    • zoom-in
    • zoom-out
    • full screen
    GO

    BOOK TOPIC

    left-arrow
    • Durood shareef ki fazeelat
    • Do Madani phool
    • Bayan sunnay ki niyyatayn
    • Buri suhbat ka anjam
    • Juye kay dunyawi nuqsanaat
    • Kis say dosti karni chahiye kis say nahyn?
    • Buri suhbat barbadi e Iman ka sabab hay
    • Chohay aur mayndak ki dosti
    • bad mazhabon ki suhbat zahr e qaatil hay
    • Aadha lafz bhi na suna
    • Sayyiduna Imam Ibn e Seeren ki bad mazhabon say nafrat
    • 8 madani kaamon mayn say ayk Madani kaam” Madrasa tul Madinah Balighat”
    • Buri suhbat ka asar
    • Madani qaflay say rooknay kay nuqsan
    • Kitab “Achhay Mahool Ki Barkayn” ka ta’aruf
    • Achhi suhbat ki barakaat
    • Madani channel
    • Bayan ka khulasah
    • baat cheet karnay kay 12 Madani phool
    footer logo

    Dawateislami is one of the great Islamic organizations in the world.

    Important

    • Social and Welfare
    • Books
    • Islamic Events
    • Magazine
    • Activities
    • Islamic Education

    Mobile Apps

    • Sirat ul Jinan
    • Al Quran ul Kareem
    • Prayer Times
    • Faizan e Hadees
    • Digital Services
    • Kalma & Dua

    Contact Us

    • phone (+92) 21-34921388-93
    • phone (+92) 21-111-25-26-92
    • emial support@dawateislami.net
    • pin location Global Madani Markaz, Faizan-e-Madina, Near Capital Telephone Exchange, Main University Road, Karachi, Pakistan

    ©Copyright 2026 by I.T. Department of Dawat-e-Islami