• khutba bismillah

Personality Websites!

  • About Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم
  • Abdul Qadir Jilani رحمۃ اللہ علیہ
  • Imam Ahmed Raza رحمۃ اللہ علیہ
  • Maulana Ilyas Qadri
  • Haji Ubaid Raza
  • Mufti Qasim Attari

Countries Websites

  • Pakistan
  • USA
  • Canada
  • UK
  • Korea
  • Australia
  • Bangladesh

Popular Websites

  • Hajj and Umrah
  • Darul Ifta Ahlesunnat
  • Al Quran Karim
  • Obligatory Knowledge
  • Islamic Sisters
  • New Muslim
  • Special Persons
  • Muslim Funeral
  • Tree Plantation
  • Build Masajid
  • Faizan Online Academy
  • Monthly Magazine
  • Rohani Ilaj
Al Quran Books Madani Channel
dawateislami logo
Magazine Courses Media
Donate
    Donate
    • Home arrow icon
    • Islamic Speeches arrow icon
    • Buri Sohabat Ka Wabal arrow icon
    • page 14
    book-logo
    book_icon
    Buri Sohabat Ka Wabal
    Share
    close

    Share this link via

    zoom-in
    zoom-out
    full screen
    • zoom-in
    • zoom-out
    • full screen
    GO

    mushawarat ki rukun honay ki haysiyat say Sunnaton ka parchaar kar rahi hayn. Allah عَزَّوَجَلَّ say du`a hay keh wo unhayn apni zimadari ka haq ada karnay ki taufeeq ata farmaye aur un ki bay hisab maghfirat farmaye.

    اٰمِــيْن بِـجَـاهِ الـنَّـبِـیِّ الْاَمِــيْن صَلَّى اللهُ تَعَالٰى عَلَيْهِ وَاٰلِهٖ وَسَلَّم

    Isi mahool nay adna ko a`ala kar diya daykho

    Andhayra hi andhayra tha ujala kar diya daykho

    Meethi meethi islami behno! Buri suhbat mayn chaahay bari mubtala ho ya chhoti usay us kay nuqsanat zaroor pahunchatay hayn magar baron kay muqabalay mayn bacchon kay haq mayn  buri suhbat intehai khatarnaak sabit hoti hay kion kay unhayn kam `umri mayn acchay buray ki tameez nahin hoti, agar bachpan hi say un ki Madani tarbiyyat na ki jaye to yeh baray ho kar awarah, ziddi, sood khoor, rishwat khoor, bad mazhab, bay namazi, juwari, sharabi, bay haya, fayshan parast, filmon aur daramon kay shaydai, maan bap kay na farmaan aur na janay kaysi kaysi buri khaslaton kay `aadi ban jatay hayn aur walidayn-o-khandaan ka naam bad naam kartay hayn. Lihaza walidayn ko chahiye kay wo apnay bacchon ki behter t`aleem kay sath sath Madani tarbiyyat kay liye bhi waqt nikalayn aur waqtan fawaqtan unhayn acchi suhbat kay fawayd aur buray dooston ki suhbat kay nuqsanaat bata kar un ki dunya-o-aakhirat sanwarnay aur unhayn mu`aashray ka mu`azziz fard banany mayn apna kirdar ada karayn. Jaysa kay ayk samjhdaar baap ko jab apnay bachay kay buri suhbat mayn mubtala honay ka`ilm howa to us nay laparwahi ka muzaharah karnay ki bajaye usay kis tarah samjhanay ki koshish ki.  Aaiye! Is say muta`alliq ayk Hikayat sunye aur Naseehat kay Madani phool chun kar `amal ki koshish bhi kejiye. Chunachay

    Buri suhbat ka asar

    Nayk gharanay ka ayk Madani munna buray dooston ki suhbat mayn uthnay baythanay laga. Us kay walid sahib ko ye baat pata chali to unhon nay usay samjhaya keh buron ki suhbat tumhayn bhi kahin bura na bana day. Us nay ye keh kar taal diya keh abu jaan! Aap fikar na kejiye mayn un jaysa nahin banon ga. Walid muhtaram nay apnay baytay ko `amali taor par samjhanay ka iradah kar liya aur ayk din ghar mayn bahut sary aalo bukharay(Prunes) lay


     

     

    zoom-in
    zoom-out
    full screen
    • zoom-in
    • zoom-out
    • full screen
    GO

    BOOK TOPIC

    left-arrow
    • Durood shareef ki fazeelat
    • Do Madani phool
    • Bayan sunnay ki niyyatayn
    • Buri suhbat ka anjam
    • Juye kay dunyawi nuqsanaat
    • Kis say dosti karni chahiye kis say nahyn?
    • Buri suhbat barbadi e Iman ka sabab hay
    • Chohay aur mayndak ki dosti
    • bad mazhabon ki suhbat zahr e qaatil hay
    • Aadha lafz bhi na suna
    • Sayyiduna Imam Ibn e Seeren ki bad mazhabon say nafrat
    • 8 madani kaamon mayn say ayk Madani kaam” Madrasa tul Madinah Balighat”
    • Buri suhbat ka asar
    • Madani qaflay say rooknay kay nuqsan
    • Kitab “Achhay Mahool Ki Barkayn” ka ta’aruf
    • Achhi suhbat ki barakaat
    • Madani channel
    • Bayan ka khulasah
    • baat cheet karnay kay 12 Madani phool
    footer logo

    Dawateislami is one of the great Islamic organizations in the world.

    Important

    • Social and Welfare
    • Books
    • Islamic Events
    • Magazine
    • Activities
    • Islamic Education

    Mobile Apps

    • Sirat ul Jinan
    • Al Quran ul Kareem
    • Prayer Times
    • Faizan e Hadees
    • Digital Services
    • Kalma & Dua

    Contact Us

    • phone (+92) 21-34921388-93
    • phone (+92) 21-111-25-26-92
    • emial support@dawateislami.net
    • pin location Global Madani Markaz, Faizan-e-Madina, Near Capital Telephone Exchange, Main University Road, Karachi, Pakistan

    ©Copyright 2026 by I.T. Department of Dawat-e-Islami