Listing 5000+ Islamic books in more than 30 languages. Read online or download in PDF.
صَلُّوۡا عَلَى الۡحَبِيۡب صَلَّى اللّٰهُ تَعَالٰى عَلٰى مُحَمَّد
Meethay meethay Madani munno aur Madani munniyo! سُـبْحٰـنَ الـلّٰــه عَزَّوَجَلَّ! Daykha Aap nay! Us Madani munni ko hamaray meethay meethay Aaqa Makki Madani Mustafa صَلَّى اللهُ تَعَالٰى عَلَيْهِ وَاٰلِهٖ وَسَلَّم per Durood-e-Pak parhnay ki kaysi barakat mili kay us kay lu’ab (ya’ni thook) dalnay say kuwayn ka pani barh gaya. Bhoolay Bhalay Madani munno aur Madani munniyo! Yahan is baat ka khayal rahay kay us Madani munni per Rabb-ul-Izzat ki khas ‘inayat thi is liye us nay kuwayn mayn apna lu’ab (ya’ni thook) dala, hamhayn pani kay kisi hoz (Pool), talaab (Pond) ya kuwayn wagherah mayn nahin thookna chahiye. Us Madani
BOOK TOPIC
BOOK TOPIC