Listing 5000+ Islamic books in more than 30 languages. Read online or download in PDF.
اَلۡـحَـمۡـدُ لِـلّٰـہِ رَبِّ الۡـعٰـلَـمِیۡنَ وَ الـصَّـلٰـوۃُ وَ الـسَّـلَامُ عَـلٰی سَـیِّـدِ الۡـمُـرۡ سَـلِـیۡنَ
اَمَّـا بَــعۡـدُ فَـاَعُـوۡذُ بِـا لـلّٰـہِ مِـنَ الـشَّـیۡـطٰنِ الـرَّ جِیۡمِؕ بِـسۡمِ الـلّٰـہِ الـرَّ حۡـمٰنِ الـرَّحِـیۡمِؕ
Hazrat Sayyiduna Shaykh Muhammad Bin Sulayman Jazauli عَلَیهِ رَحْمَةُ اﷲِ الوَاِلی farmatay hayn: Mayn safar per tha, ayk maqam per namaz ka waqt ho gaya, wahan kuwan (well) to tha magar daol (bucket) aur rassi (rope) nahin thi. Mayn isi fikr mayn tha kay ayk makaan kay opper say ayk bachi nay jhanka aur pucha: Aap kiya talash ker rahay hayn? Mayn nay kaha: Bayti! Rassi aur daol. Us nay pucha: Aap ka naam? Kaha: Muhammad Bin Sulayman Jazauli. Bachi nay hayrat say kaha: Acha Aap wohi hayn jin ki shuhrat kay dankay baj rahay hayn magar hal ye hay kay kuwayn say pani bhi bahar nahin nikaal
BOOK TOPIC
BOOK TOPIC