Listing 5000+ Islamic books in more than 30 languages. Read online or download in PDF.
14 April 2009 ko 9 sala bacha jo kay Brokenlin, New York mayn rahta tha ayk game ki naqali kartay huway ayk ‘aarzi payra-shoot lay ker chhat say kuda aur maut kay ghaat utar gaya.
March 2010 mayn teen sala bachi apnay baap ki bandoq ko game ka ‘remote’ samajh ker chalanay lagi aur ayk goli say us ki jaan chali gaie.
(Ye sab khabrayn net per Generation Next on line magazine, October 2010 say li gaie hayn.)
Meethay meethay Madani munno aur Madani munniyo! Video game kay deeni-o-dunivi nuqasanat Aap nay parhay, ab achhay bachay bantay huway hamaysha hamaysha kay liye video game khaylnay
BOOK TOPIC
BOOK TOPIC