Listing 5000+ Islamic books in more than 30 languages. Read online or download in PDF.
rihaie naseeb nahin hoti, aysay maqamaat per bachon say ‘ganday kaam’ kiye jatay hayn khususan woh bachay badkaar logon ki hawas ka shikaar bantay hayn jo ghar walon say chhup ker video game khayl khayl ker bachon mayn rahm dili, sabr, mu’afi aur darguzar ka jazbah kam ya khatam ho jata hay aur daykhi hui cheezon ka ‘amli muzaharah karnay kay shoq mayn kachi ‘umar kay nujawan (Teenager ya’ni 13 say 19 saal walay) lout maar, chori chakari, ganday kaamon, hatta kay qatal jaysay jaraim mayn mulawwas ho jatay hayn.
Video games aksar zulm-o-tashaddud kay munazir say bharpor hotay hayn, ba’az gamon mayn woh log bhi ‘Hero’ ki firing ka nishana bantay dikhaey jatay hayn jo ghutnon kay bal bayth ker gir giratay huway
BOOK TOPIC
BOOK TOPIC