Listing 5000+ Islamic books in more than 30 languages. Read online or download in PDF.
Shakar Garh zila Narauwal (Suba Punjab Pakistan) kay ayk islami bhai ka bayan hay kay mayn bachpan mayn video game mayn rozana ghanton waqt zaya kiya karta tha, Namazon ki adaigi ka koi ma’mool nahin tha. Mayri qismat ka sitarah us waqt chamka jab mayray walid-e-muhtiram nay mujhay Madrasa-tul-Madinah mayn dakhil karwa diya, اَلْـحَمْـدُ لـِلّٰـه mayn nay wahan pehlay Quran-e-Pak nazirah khatam kiya, is kay ba’ad Hafiz-e-Quran bana aur sath hi sath mayri akhlaqi tarbiyat ka bhi silsila huwa,اَلْـحَمْـدُ لـِلّٰـه Dawat-e-Islami kay Madrasa-tul-Madinah ki barakat say mayn punj waqta namazon ka paband ho gaya aur sunnaton bhara Madani libaas pehinnay laga. Kal tak panchhon namazayn chhor daynay wala Allah عَزَّوَجَلَّ ki rahmat say ab tahajjud aur Ishraaq-o-Chaasht kay
BOOK TOPIC
BOOK TOPIC