Listing 5000+ Islamic books in more than 30 languages. Read online or download in PDF.
Kisi kay chehray per apna Mubarak hath phayra to chehrah roshan ho gaya.
Kisi bimaar per Hath Mubarak phayra to maraz dor honay kay sath sath us ka badan khushbudar bhi ho gaya.
Ayk Sahabi Hazrat Sayyiduna ‘Usman Bin Abul ‘Aas رَضِىَ اللهُ تَعَالٰی عَـنْهُ kay seenay per Hath Mubarak phayra to Hafizah (Memory) ayk dam mazboot ho gaya. (Al-Burhan, pp. 373 to 397, Mulakhasan)
Zara chehray say pardah to hatao Ya Rasoolallah
Hamayn deedar to apna karao Ya Rasoolallah
صَلُّوۡا عَلَى الۡحَبِيۡب صَلَّى اللّٰهُ تَعَالٰى عَلٰى مُحَمَّد
BOOK TOPIC
BOOK TOPIC