Listing 5000+ Islamic books in more than 30 languages. Read online or download in PDF.
pindili (Shin) per Allah Ta’ala kay piyaray Habeeb صَلَّى اللهُ تَعَالٰى عَلَيْهِ وَاٰلِهٖ وَسَلَّم nay apna Hath Mubarak phayra to aysi sahih ho gaie jaysay kuch huwa hi na tha.
Ayk Piyaray Sahabi Hazrat Sayyiduna Abyaz Bin Hammal رَضِىَ اللهُ تَعَالٰی عَـنْهُ kay chichak (Ya’ni ayk bimaari jis mayn munh per daanay nikal aatay hayn) walay chehray per Hath Mubarak phayra to furan chehrah theek ho gaya aur chichak kay daanon kay nishanaat jatay rahay.
Ba’az Sahaba-e-Kiraam عَـلَيْهِمُ الرِّضْوَانْ ko alag alag moqi’ per apnay Mubarak Hath say lakri ya darakht ki tehni (shaakh) di to woh talwaar ban gaie.
BOOK TOPIC
BOOK TOPIC