Book Name:Waham Aur Bad Shuguni

ü  Jab bethen to jotay utar lejiye kay is say qadam aaram patay hayn.

ü  Tangdasti ka yk sabab ye bhi ha kay) ondhay jotay ko dekhna aur us ko deedha na karna” Dolat r Bay Zawal” mayn likha hay kay agar raat bhar jota ondha para raha to Shaytan us par aan kar baythta hay wo is ka takht hay. (Sunni behashti Zaywar, Hisash. 5, pp. 601)

Tarah Tarah ki hazaron sunnatayn seekhnay kay liye Maktaba-tul-Madinah ki matbu’a 2 kutub (1) 312 safhaat per mushtamil kitaab “Bahar-e-Shari’at” hissa 16 aur (2) 120 safhaat ki kitaab “Sunnatayn aur Adaab” is kay ilawah Shaykh-e-Tareeqat, Ameer-e-Ahl-e-Sunnat kay 2 rasail “101 Madani Phool” aur “163 Madani Phool” Hadiyatan hasil kijiye aur parhiye.

صَـلُّوا عَلَى الْـحَـبِيْب                                                       صَـلَّى الـلّٰـهُ تَـعَـالٰى عَـلٰى مُـحَـمَّد