Book Name:Maktoob e Attar

hisab bakhsh ker Jannat-ul-Firdous mayn apnay Madani Habeeb صَلَّى اللهُ تَعَالٰى عَلَيْهِ وَاٰلِهٖ وَسَلَّم kay paros mayn ikatha rakh.

آمِيۡن بِجَاهِ النَّبِيِّ الۡاَمِيۡن صَلَّى اللّٰهُ تَعَالٰى عَلَيۡهِ وَاٰلِهِ وَسَلَّم

صَلُّوۡا عَلَى الۡحَبِيۡب           صَلَّى اللّٰهُ تَعَالٰى عَلٰى مُحَمَّد

Jashan-e-May’raj-un-Nabi صلّی اللہ تعالٰی علیہ واٰلہ وسلّم

Daat-e-Islami ki taraf say Rajab-ul-Murajjab ki 27ven shab, Jashan-e-May’raj-un-Nabi صَلَّى اللهُ تَعَالٰى عَلَيْهِ وَاٰلِهٖ وَسَلَّم kay silsilay mayn honay walay ijtima-e-zikro na’at mayn tamam Islami bhai az ibtida ta intiha shirkat farmaya ki jiye, neez 27 Rajab Shareef ka rozah rakh ker 60 mah kay rozon kay sawab kay haqdar baniye.

Rajab ki baharon ka sadqah bana day

Hamayn aashiq-e-Mustafa ya Ilaahi

Aankhon ki hifazat kay liye Madani phool

Panchon waqt namaz kay ba’d seedha hath peshani per rakh ker “Ya Noor” 11 bar aik sans mayn parhiye aur donu hathon ki tamam ungliyon per dam ker kay ankhon per phayr li-jiye.
اِنْ شَــآءَالـلّٰـه عَزَّوَجَلَّ na-binayi, nazar ki kamzori aur ankhon kay jumla