Hajj e Badal Kay Laazim Honay Ki 1 Soorat

  Jin per Hajj farz howa or unho ne nahi kia hatta k unki mout ka waqt qareeb aa gya or ab janey ki taqat nahi, ab pta hy k me ja nahi sakta lekin kisi or ko bhej sakta hn tu dosrey ko apney maaal se bhejna farz hy or agar us waqt nahi tu wasiyat kar k jana farz hy k mere 1/3 maal se meri taraf se Hajj e badal karwa dia jaye or agar kisi ne wasiyat nahi ki, ab us k khandan walon pe bhejna farz tu nahi lekin Hajj na karney ki wajha se ho sakta hy wo azab me ho tu wurasa us k us azab ko dor karney k leye ab apni taraf se Hajj pe bhej den or Hajj e badal pe usko bhejen jisko Hajj k masail aatey hon, ab Dawateislami ki taraf se bhe ap Hajj e badal karwa saktey hen aj hi rabita kijiye.

Time Duration:
00:02:02
Date:
2017-04-29
Category:
Short Clips
Vocalist:
Haji Abdul Habib Attari

Download In:


Comments