Darul Ifta Ahle Sunnat(25)- Zibah kay Waqt ki Aham Malumat

  Qurbani kartey waqt agar aik se ziada logon ne churi pe hath rakh dia tu sab k sab ko اللہُ اَکْبَر بِسْمِ اللہِ kehna zaroori hy agar jan bojh kar ya ye soch kar na parhi k dosrey ne parh li hogi mujhe hajat nahi hy in dono suraton me wo janwar haram ho jaye ga or parhney ki shart ye hy k itni awaz se parhye k khud kam az kam apney kaan sun len, aam tor pe qasab k mu mein gutka hota hy or takbeer durust parh nahi patey or talafuz durust ada nahi hotey, lehaza qasab ko taqeed kar den k takbeer buland awaz se parhein.

Time Duration:
00:02:43
Date:
2014-08-27
Category:
Others
Vocalist:
Haji Abdul Habib Attari

Download In:


Comments



Faizan e Qurbani Ep 07 (07Zilhajjah1433)


Qurbani Kar rahay Hain Aap?


কুরআনী উপদেশ EP# 17


Aqiqa Kay Jaanwar Ki Khaal Ka Kia Hukum Hai? - Sh...


Qurbani Ki Khaalen Dawat e Islami Ko Dejiye - Sho...



Aap Qurbani Ki Khaal Kisay Daitay Hain? - Short Clip


Yeh Mere Sab Say Pehli Qurbani Hay - Short Clip


Youn Na Kijiye Ep 01 - Qurbani Kay Bad Ki Be Ihti...


Qurbani Kay Muashray Main Asraat


Qurbani Karnay Main Safai Ka Khayal Rakhain


Janwaron Par Raham Karain