single-post

Dawat-e-Islami

ka

Haftawar Sunnaton bhara Ijtima


Din aur Waqt:

Baroz Jumerat 8 November 2018 baad Namaz-e-Maghrib


Aap Pakistan bhar mey apne Shehar (City) mey hone wale Haftawar Ijtima ka Maqam is Link k zariye jan sakte hain:

www.dawateislami.net/map/ijtema


Arakeen-e-Shura ka Haftawar Ijtima Main Bayan ka Jadwal (Schedule) mulahiza farmaen:


Rukn-e-Shura Haji Fuzail Raza Attari:

Jama Masjid Jeelan , Clifton , Bab-ul-Madina Karachi


Rukn-e-Shura Haji Rafi-ul-Attari:

Jama Masjid Ghousia , Ranwal Destrict Tank , Khyber Pakhtunkhwa

Rukn-e-Shura Haji Yafoor Raza Attari:

Madani Markaz Faizan-e-Madina , Hasan Mahtab Masjid (DHA) , Markaz-ul-Auliya Lahore

Rukn-e-Shura Haji Mansoor Raza Attari:

Madani Markaz Faizan-e-Madina , Zafarwal Road Narowal