| |
| Baaz naat khuwan doran e naat ashaar ki tashreeh karty hain kia wo esa kar sakty hain? Aor ye bhi bataiye ky agar tashreeh kar sakty hain to unhe kia kia ehtiyatain karni chahiyen? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Baaz alaaqon main ese sahib e hesiyat loug hoty hain jo dawateislami ky kaamon main kafi tuawun kar rahy hoty hain
wo phir esi naat khuwaniyan rakhwaty hain jo late night tak jari rehti hain, agar naat khuwan na jaye to baaz oqat tanzeemi kaam main rukaawat bhi peda ho sakti hy, to is soorat main naat khuwan kia kary? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Naat khuwan markaz ki ita`at na kary to? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Kia koi naat khuwan aap ka dost bhi hy? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Peer Sahib ky sahib`zady ki daarrhi khash`khashi ho to kia tab bhi us ki tazeem karen ghy? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Agar kisi naat khuwan ki awaz main casset bazaar main na aye aor esi soorat main wo afsurda ho to usky bary main ap kia irsad fermaty hain? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Raat ki mehfil ky bary main ye zehn dia gaya tha naat khuwan ko ky fajr ki namaz jamaat sy ada ki jaye aor mehfil maghrib sy isha kardi jaye aor is ky baad 2 maheeny ky liye mehfil isha ky baad 2 ghantty ki ijazat di gayi thi to aya ab fajr ki namaz ka kia hukm hy jamat ky saath? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Naat khuwani islami behne, islami behno ky ijtimae zikr o naat main speker par naat parrh sakti hy ya nahi? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Islami behno ki naaton ki casstes aor unky T.V par mehfil e naat sun`na, unko parrhny par aor unky sun`ny par kia hukm hy? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Agar naat khuwan ki istita`at na ho to aany jaany ky karaye ka mutaliba kar sakty hain? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Aaj kal dawateislami ky mash`hoor naat khuwan T.V par aa rahy hen kia esa madani markaz ki ijazat sy ho raha hy? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| T.V par aany waly naat khuwan pehly dawateislami waly naat khuwan kehlaty thy isi liye ab bhi yehi taasur paya jata hy ky ye dawateislami ky he naat khuwan hain. |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Jo naat khuwan markaz ki takreeb main nahi hen wo sabz imama bhi baandhty hain raat bhar mehfilen bhi karty hain, unky baary main ap kia fermaty hain? aor un alaaqon ky nigran ky liye kia hukm hona chahiye? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |