Talaba ki ek tadad barah mah dainay ki leyea tayyar ho chuke hai arz yea hai ki agar yea alim ban kar barah mah kai leyea safar karain to zeyada faidah nahi hoga?
Download:   
Listen:   
 
 
Maksus mawaqay jaisay ramazan aur qurbani ki khalain wagairah en kai elawa bhi madani kamon kai leyea madani fund kar saktay hain? Nez jamia tul madinah aur madars ul madinah ki khud kefalat kai baray mai irshad farmaiyea?
Download:   
Listen:   
 
 
Madani mahswaron aur degar madani kamon mai waqat ke pabande nahi ho pate is ka hal irshad farma dain.
Download:   
Listen:   
 
 
Taswwor-e-murshid kia mureed kai leyea zarore hai agar hai to is ka tareeqa bhi irshad farmadain.
Download:   
Listen:   
 
 
Murshid sai mohabbat kis tarhan paida hote hai?
Download:   
Listen:   
 
 
Zaile halqa hamaray madani kam ke bunyad hai zaile halqa mai madani kamon ke mazbote kai baray mai rahnomai farmain?
Download:   
Listen:   
 
 
Islami bhai bohat dor sai gham-e-madinah ke talab mai hazir howay hain kai ameere-e-ahlesunnat (damtum barakatuhumul aleyea) ke bargha mai safar kar kai hazir hon gai aur wahan sai kherat lai kar lotain gai, karam farmadain.
Download:   
Listen:   
 
 
Dora-e-hadith walay kia kia nayyatain karain?
Download:   
Listen:   
 
 
Baaz talaba namaz-e-bajamat mai suste kartay hain aap aun kay baray mai kia irshad farmatay hain?
Download:   
Listen:   
 
 
Is martaba salana imtehan mai jo talibulilm do mazameen mai fail ho gai tahay aun ko ause darajay mai betahnay ka kaha ja raha hai ais kai baray mai aap kia irsahad farmatay hain?
Download:   
Listen:   
 
 
Naqis mashwarah ye hai kai barah mah kai madani qafelay dora-e-hadith kai baad bahjain kyon kai agar abhi bahij dain gay to parhai mai gap ajai ga?
Download:   
Listen:   
 
 
Jo islami bhai shadi sudah hain aun ka kia banay ga?
Download:   
Listen:   
 
 
Ap qafelon par itna zor kyon daitay hain?
Download:   
Listen:   
 
 
Apnay pahlay qafelay kai kuch ahwal bayan farma dain?
Download:   
Listen:   
 
 
Aap ki naat "arsh-e-ula sai aala metahay nabi(sallaho alahe wassalam) ka roza" ye naat likhnay ki waja aur is kai andar ye bhi shir hai "badal gheray howay hain barish baras rahe hai lagta hai kia sohana methay nabi (sallaho alahe wassalam) ka roza" is naat ko likhnay ki waja bayan farmadain.
Download:   
Listen: