| |
| Kabena ya kese majlis kay mashwaray mai ittefaq-e-rai say koi baat tay ho gai pher koi rukun degar dusray arkan ko is kay kelaf zahan day aur group bnaea kia aisa karna durust hai? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Baaz islami bhaiyon ke taraf say ye suwal hai kay ham pakistan say bahar kay mulkon mai rahtay hain aur wahan rahtay howay hamay madani markaz ke hedayat qubul karna ya layna kyon zarore hai jabkay ham wahan kay halaat bakube aur bahtar samajhtay hain? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Ham aap kay madani muzakray aur bayanaat sunlaytay hain aur tarbaeyat hasel kartay rahtay hain pher madani qafila course karna kyon zarure hai? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| kia ham apne marze say apnay mulk mai ap ka resala cahap saktay hain? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Ijtemai aitekaf ke barkatain irshad farmayea? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Aik mobaligh mic par ijtema mai kai kai ghatay bayan karnay mai kamyab ho jatay hain lakin kese aik islami bhai par inferade koshis kartay howay wo apnay pas mawaad nahi patay aur is tarhan inferade koshis ka zahan nahi banpata is mamlay mai bara-e-karam rahnomai farmain? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Sotay waqt hamain kia kia neeyatain karne chaheyea? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Hmara mulk chunkay kaferon ka mulk hai hamay wahan qafilon kay doran safar mai qibla ka tayyon karnay mai bare prashane hati hai aise surat mai ham kia karain? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Bsa auqat islami bhai madani kaam kartay howay sust ho jatay hain koi aisay amal irshad farmadain kay suste bhi na ho aur isteqamat mil jai? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Ap ke zindage mai aisay kon say mawaqay atay hain kay jis mai ap bohat zada khush hotay hain? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Iktelaf-e-rai or mukhalfat mai kia faraq hai? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Loog kahtay hain kay baiat sirf haat par ke jate hai aur hamray mahol mai aam baiat ke jate hai internet par bhi ke jate hai is ke wzahat farma dejeyea. |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Angraze zban ya koi bhi zban sekhnay mai kia neeyat hone chaheyea? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Agar kese nigran ya zimmaydar mai tanzeme, ahklaqe ya sharye aaib nazar ajaai tu hamay kia karna chaheyea? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| kia gunahon ke neeyat karnay par koi moakheza hai ya nahi? Halankay sunnay mai yeahe aya hai kay gunah ke neeyat say gunah nahe likkah jata balkay jab gunah ka fail sarzad ho to tab gunah likkah jata hai brai karam is ke wzahat farma dejeyea. |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Shade kartay waqt kia neeyat ya neeyatain hone chaheyea? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Internet istaimal karnay ke bhi neeyatain bayan farma dejyea. |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Ap nay irshad farmaya kay net chlatay waqt agar kese mard ke tasver ajayea aur islami bhai us computer ko chla raha ho to wo us tasver ko deahk sakta hai agar wo tasver kese aisay mard ke ho jis nay nekar pahne howe ho tu kia pher bhi us ko dehk sakta hai? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |